Tuesday, 28 June 2011

when we meet people

In life we meet so many people, people who stay with forever and some people who live with us for some time. In that some time we kind of trust them, love them, and more over admire them. But when they break our trust, it simultaneously breaks our hearts and the love and admiration vanishes. I questioned myself why they broke my trust but actually the question lingers beneath.

When we know they are not going to be with us forever, then why we trust and love them so much. But we can’t predict of someone’s being in our lives, they just come like a wind, breezes us for a while and then moves.

The only thing we get to know is few more people…

Monday, 6 June 2011

khwab basany hue palkoan ki peeche kon si duniya hai

palkoan mein basany hazaro khwabo se phuloon ki khushbu aati hai...
to kabhi sham mein lakho jugnuon ki tarah jhilmilati ti hai...
dar lagta hai to sirf itna kahin yeh khwab bhi waqt ke saath behta na chala...murjhaye phuloon ki tarah iski khushu kahin bikhar naa jaaye...aur subah ki dhup mein jhilmilati roshni kahin kho na jayen. 
palkoan ko dabaye yuhin harazo khwabo ko sambhale rakha hai...koi bhi nahi dekh sakta ki meri aankhoan ke peeche kon si duniya hai..
unn khwabo mein koi dhun nahi, naa hai koi saaz...bas kuch rangeen baadal hai aur sunhera hai aasmaan.
baadalo mein jhum kar, aasmaan mein sitaro ko chun chun kar mein hi toh sajaya hai.
wahan ki zameen hari nahi...laal beechayee kaleen hai...har kadam rakhne se pehle, wahan khilti, ek naye kali hai.
barish ki tarah un rangeen baadaloan se har roz sapno ki bunde barasti hai...murjhaye phuloon ko fir se naye khusbu de jaati hai.
wahan titliya bhi jugnuon ki tarah jagmagati hai...laal peeli neeli gulabi har rang ki chiriya daalioan mein bethi gungunati hai.
jis bhi per ke neeche bethu wahi ghar banjata hai, kissi tane mein seer rakh kar sou toh.....toh khwabo mein jaa ek aur aisi hi duniya banane ko jee karta hai. 
hazaro khawab basany...aisi meri duniya hai.