Thursday, 26 May 2011

kaisa abhimaan


Khari thi mein intezaar mein tere
Tufan ki tarah tu aaya
Mere zulfo to tune chua par
Ulajha kar bayan kiya, tujhe meri koi kadr nahi.

Garaj gaye badal yuhi, darr lagta hai kyoun mujhe,
Aandhi nahi, tujhe se ghabra rahi hu mein.
Barish me bhingu ya, rasiya mein dubu.
Apne ehsaas ko kaise dur kar payega mujhse..

No comments:

Post a Comment